Makar Sankranti 2020
Makar Sankranti Yah utsav har saal January 14 me aata he. Hindu calendar ke hisabse Makar Sankranti ko Makaraa Sankranti bhi kaha jata he. Hindu Calendar me Maghi ke naam se utsav bhi he. Iska sandarbh Deity Surya (Suraj) se liya gaya he. Makar Sankranti ko Sajavat ka tyohar mana jata he. Gaav ke bachhe ghar – Ghar me jakar Gana Gate he or nachte he. Wo nachte he kyon ki unko paise milte he. Sankranti hindu Mahakavya (Mahabharat) ke jamanese manaya jata he. Ye tyohar 5000 saal purana he. Hinduo ne makar sankranti ko dunia ki sabase badi samuhik Tirthyatrao Me se ek mana jata he. Is aayojan me surya se prarthana karte he. Aur Kumbh mele me Ganga Aur Yamuna Nadi ke prayag samang par Snan karte he. Makar sankranti ko Sardi ke mousam ka khatma (the end) mana jata he. In dino T...