Makar Sankranti 2020
 
    Makar  Sankranti                             Yah utsav  har saal January 14 me  aata he. Hindu calendar ke hisabse   Makar  Sankranti  ko Makaraa Sankranti bhi kaha jata he. Hindu Calendar me Maghi ke naam se utsav bhi he. Iska  sandarbh Deity Surya (Suraj)   se liya gaya he. Makar Sankranti ko Sajavat ka tyohar mana jata he. Gaav ke bachhe  ghar – Ghar me jakar  Gana Gate he or nachte he. Wo nachte he kyon ki unko paise milte he. Sankranti hindu Mahakavya (Mahabharat) ke jamanese manaya jata he.   Ye tyohar 5000 saal purana he. Hinduo ne makar sankranti ko dunia ki sabase badi samuhik Tirthyatrao Me se ek mana jata he.  Is aayojan me  surya se prarthana karte he. Aur Kumbh mele me Ganga Aur Yamuna Nadi ke prayag samang par Snan karte he. Makar sankranti ko  Sardi ke mousam ka  khatma  (the end) mana jata he.             In dino T...